Ya toh barbaad kar do
Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar doYa toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do"Woh galat tha, yeh sahi hai," jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do...Itna ehsaan kar do, poore armaan kar doLab pe aakar jo ruke hain, dhaai woh harf keh do"Meri saanson se judi hai teri har saans," keh do
Mushkil aasaan kar do(Kar do, kar do, mushkil aasaan...)Mushkil aasaan kar doYa toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar doYa toh barbaad kar do...
Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahungaTu Khuda na sahi, main toh sajde karunga
Mm, mmMeetha sa yeh zeher main toh peeta rahungaTu Khuda na sahi, main toh sajde karunga
Tum jo Shirin na hue kya? Hum ko Farhad kar do"Meri saanson se judi hai teri har saans," keh do
Mushkil aasaan kar doYa toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar doYa toh barbaad kar do...
(Keh do, keh do)Keh do (keh do), keh do (keh do)Keh do (keh do), keh do (keh do)(Keh do)
Khwabon ko jagah na mili aankhon meinWahan pehle se hi sailaab thaNaghme banata phira saazon peDil apna faqat mizraab tha
Mm, oh-ohKhwabon ko jagah na mili aankhon meinWahan pehle se hi sailaab thaNaghme banata phira saazon peDil apna faqat mizraab tha
Meri bejaan hasraton ko qaabil-e-daar kar do"Meri saanson se judi hai teri har saans," keh do
Itna ehsaan kar do (kar do, kar do, itna ehsaan)Itna ehsaan kar do, poore armaan kar doYa toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do